Kaash ke hum na hote,
toh na hoti yeh tanhayian.
Na hoti yeh khamoshiyaa.
Aur na hoti yeh dooriyan.
Kaash ke kuch na hota,
toh na hoti yeh khamiya,
na hota koi afsos
aur na hoti yeh adhuriya
Kash ki yeh rahein mitt jaati,
toh na wapas jaa sakte aur na laut aa saktte.
Bas reh jati toh yeh ruhh
aur yeh andhkaar
toh na hoti yeh tanhayian.
Na hoti yeh khamoshiyaa.
Aur na hoti yeh dooriyan.
Kaash ke kuch na hota,
toh na hoti yeh khamiya,
na hota koi afsos
aur na hoti yeh adhuriya
Kash ki yeh rahein mitt jaati,
toh na wapas jaa sakte aur na laut aa saktte.
Bas reh jati toh yeh ruhh
aur yeh andhkaar
No comments:
Post a Comment