True to each word, true to each soul.
Nothing is unreal, each moment is as is.
Nadaan ai dil, simat ja
Parwa na kar unki,
jaha teri kami mehsoos na ho
Tu aab laut aa, tu aab laut aa
Beigan ban beithe aab woh kaliya
Jinki khusbu ki kami tujhe sisakti hai
Iss musafir ke kadmo ki ahaat sunewala bhi na ho
Tu aab laut aa, tu aab laut aa
Waqt be waqt haqeeqat aa jaati hai samne
Apna le iss pal ko
Kyunki zindagi yaha bhi haseen hai
Tu aab laut aa, tu aab laut aa
Nothing is unreal, each moment is as is.
Nadaan ai dil, simat ja
Parwa na kar unki,
jaha teri kami mehsoos na ho
Tu aab laut aa, tu aab laut aa
Beigan ban beithe aab woh kaliya
Jinki khusbu ki kami tujhe sisakti hai
Iss musafir ke kadmo ki ahaat sunewala bhi na ho
Tu aab laut aa, tu aab laut aa
Waqt be waqt haqeeqat aa jaati hai samne
Apna le iss pal ko
Kyunki zindagi yaha bhi haseen hai
Tu aab laut aa, tu aab laut aa
No comments:
Post a Comment